Dil ko aaj kal ek naam bahut yaad aata hai
Har pal or subhaa shaam yaad aataa hain,
Sochtaa hoon ke kar lu dusarii mohaabat,
Fir pehli mohabbat ka anjaam yaad aata h.
Kisi kee yaad dil mein aaj bhi hain,
Bhool gaye wo magar pyaar aaj bhi hain,
Hm khush rehne ka dawa to krte h magar
Unki yaad mein behte aansu aaj bhi hain.
Kitna bebas hain insaan kismat ke aage
Har sapna tut jata hain hakikat ke aage,
Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha
Wo bhi haar jata hai mohabbat ke aage.
0 comments:
Post a Comment