Latest News
Sunday 30 August 2015

Maakhan chorr hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala - Happy Krishna Janmashtami


Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam hamare krishna ne
Jiske liye sarvatra brahmaand prassann hai
Jai kishan Jai Kishan
Jai gosh se vishva dhanya hai


Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo


May Lord Krishna come to your house &
Take away all ur Makhan - Mishri with all ur worries &
Sorrows.
His blessings on u & ur family
Happy Janmashtami


Jab jab hogi dharam ki hani,
Yab tab lenge avatar bhagwan
Kar denge papiyon sanghar,
Au mukti denge ham prathvi wasiyon ko.
Jai Shri Krishana
Happy Janmashtami


Krishna ke kadmo pe kadam badhate chalo.
Ab murli nahi to siti bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi
Magar tab tak gopiya patate chalo!
Happy Janmashtami


Chandan ki khushbu,
Resham ka haar,
Sawan ki sugandh,
Barish ki fuhar
Radha ki ummeed,
"KANHAIYA" ka pyar,
Mubarak ho apko "JANMASTAMI" ka tyohar.


Knahhaiya hamare dulare,
Wahi sabse pyare,
Makhan ke liye jhagad jaye,
Gopiya dekhkar akrshit ho jaye,
Lekin sabke rakhwale,
Tabhi to sabhi ke dulare
Happpppy Janmashtmiiiiiii....


Today is very precious day
Some one special was born.
Born to fight againt sin born to seve the trust in god.
Wish you a Happy Janmashtami.


Nand ka dulara
Devki ka pyara
Yashoda ki aankh ka tara
Jai ho teri gokul ke gwala
Peeda haro hum sabki
Yeh vinati hai hum sabki
Ab to darsh dikhao bhagwan
Jai ho jai natkhat nandlala
Virndawan ka yara
Teri sada hi jai.

  • Blogger Comments
  • Facebook Comments

0 comments:

Post a Comment

Item Reviewed: Maakhan chorr hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala - Happy Krishna Janmashtami Rating: 5 Reviewed By: Friend